How to become an actor in urdu & hindi 5 ways To Be a Good Actor or Actress
Actor kase bante han?
Actor banne k liye kya karte han?
Hero kase bana jaye?
Actress kase bante han?
Bollywood mai kase jaye?
Apni khud ki film kase banaye?
Hero kase bana jaye?
Actress kase bante han?
Bollywood mai kase jaye?
Apni khud ki film kase banaye?
How to become an actor in urdu / hindi
How to become an actor in urdu / hindi
Hello Guyz! Aj ham bat kare gaye k actor kase bante han bohot logo ki khuwaish hoti hai actor banna
lakin Q wo nakam ho jate hai akhir asi kya galtiyaan hai jo hame nahi karni chahiye. Aur kya hame karna chahiye.
Step 1 :- Rehearsal
Actor banne k liye sab se important cheez jo meri nazar hai hai wo hai Rehearsal g han bilkul ap ko ghar mai ya theater mai jaha b ho sake ap bar bar Rehearsal kare bohot se log jo theater join nahi kiye hote wo khete han k bhai ham ghar mai kis cheez ka Rehearsal hame to kuch idea nahi hai ye
bat b unki theek hai
Dekhe ap log jo ghar pe Rehearsal karna chate han wo log kisi movie ka dialogue ya monologue yaad kare aur usi ka Rehearsal kare baar baar din mai ap 10 dialogue yaad kare aur un ki practice kare yaad rakhe ap k practice karte waqt camera b on rakhe camera k samne practice kare iss se ap ki camera acting skills behter hoon gi
Step 2 :- Style
Je han Style ap log acting karte waqt apne favourite actor ko yaad karte han k bhi wo to iss tarha karta hai aur ham tu ase ni kar rahe ya kar sakte ye bilkul galat soch hai ap logo ko apne style se acting karni hai
bilkul b kisi ko copy ni karna
ho sakta hai ap use behtre acting kar sakte hoon
![](content://com.samsung.android.memo/file/c7bcc4d1-71fb-0692-0000-0167253e5ee1)
Step 3 :- All rounder
Ap soch rahe hoon gaye k kya gatiyaa step hai lakin sab se important step allrounder hai
![](content://com.samsung.android.memo/file/c7bcc4d1-71fb-0692-0000-016725409487)
Is ka matlab ye hai k ap ko har tarha ki acting ani chahiye ye na soche k aj kal comedy movie ka trend zyada hai to ap comedy hi sikhe gaye ya romantic ka trend zyada hai to ap wo hi kare gaye ap ko har tarah ki acting karni chahiye
![](content://com.samsung.android.memo/file/c7bcc4d1-71fb-0692-0000-01672540c9f4)
Step 4 :- Roll
bohot se log ye sochte hai k ham serial mai acting kare gaye ya serial nahi kare gaye bas movies mai acting kare gaye ya ye to bohot chota roll hai hame to bas lead roll hi karna hai
![](content://com.samsung.android.memo/file/c7bcc4d1-71fb-0692-0000-016725458954)
ap log bas ak cheez zehen mai rakh le k ap shorwat jasi b ho ap ko karni chahiye ho sakta hai wo hi ap k liye ak bohot badi kosh kismati ho sake
Step 5 :- Look
Bohot se log acting karna chor dete han un ki waja ye hoti hai k un ki look achi nahi ye b galat hai aj kal to har tarha ki look k liye kam agya hai bohot se actor ase han jin k look perfect nahi lakin still wo kam kar rahe hai look pe dehan na de acting pe zor de.
![](content://com.samsung.android.memo/file/c7bcc4d1-71fb-0692-0000-01672545b205)
Agar koi sawal hai to niche comment mai discuss kare ham se aur hamri website ko follow b kare ta k next tutorial ka ap ko pata chal sakhe.
lakin Q wo nakam ho jate hai akhir asi kya galtiyaan hai jo hame nahi karni chahiye. Aur kya hame karna chahiye.
Step 1 :- Rehearsal
Actor banne k liye sab se important cheez jo meri nazar hai hai wo hai Rehearsal g han bilkul ap ko ghar mai ya theater mai jaha b ho sake ap bar bar Rehearsal kare bohot se log jo theater join nahi kiye hote wo khete han k bhai ham ghar mai kis cheez ka Rehearsal hame to kuch idea nahi hai ye
bat b unki theek hai
Dekhe ap log jo ghar pe Rehearsal karna chate han wo log kisi movie ka dialogue ya monologue yaad kare aur usi ka Rehearsal kare baar baar din mai ap 10 dialogue yaad kare aur un ki practice kare yaad rakhe ap k practice karte waqt camera b on rakhe camera k samne practice kare iss se ap ki camera acting skills behter hoon gi
Step 2 :- Style
Je han Style ap log acting karte waqt apne favourite actor ko yaad karte han k bhi wo to iss tarha karta hai aur ham tu ase ni kar rahe ya kar sakte ye bilkul galat soch hai ap logo ko apne style se acting karni hai
bilkul b kisi ko copy ni karna
ho sakta hai ap use behtre acting kar sakte hoon
Step 3 :- All rounder
Ap soch rahe hoon gaye k kya gatiyaa step hai lakin sab se important step allrounder hai
Is ka matlab ye hai k ap ko har tarha ki acting ani chahiye ye na soche k aj kal comedy movie ka trend zyada hai to ap comedy hi sikhe gaye ya romantic ka trend zyada hai to ap wo hi kare gaye ap ko har tarah ki acting karni chahiye
Step 4 :- Roll
bohot se log ye sochte hai k ham serial mai acting kare gaye ya serial nahi kare gaye bas movies mai acting kare gaye ya ye to bohot chota roll hai hame to bas lead roll hi karna hai
ap log bas ak cheez zehen mai rakh le k ap shorwat jasi b ho ap ko karni chahiye ho sakta hai wo hi ap k liye ak bohot badi kosh kismati ho sake
Step 5 :- Look
Bohot se log acting karna chor dete han un ki waja ye hoti hai k un ki look achi nahi ye b galat hai aj kal to har tarha ki look k liye kam agya hai bohot se actor ase han jin k look perfect nahi lakin still wo kam kar rahe hai look pe dehan na de acting pe zor de.
How to become an actor in urdu & hindi 5 ways To Be a Good Actor or Actress
Agar koi sawal hai to niche comment mai discuss kare ham se aur hamri website ko follow b kare ta k next tutorial ka ap ko pata chal sakhe.
No comments:
Post a Comment